Quantcast
Channel: Two Lines Poetry – Ranjish.com
Browsing all 353 articles
Browse latest View live

Koi ik zaiqa nahin milta..

Koi ik zaiqa nahin milta, Gham main shamil khushi si rehti hai..… The post Koi ik zaiqa nahin milta.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Aaye, thehre aur ravaana ho gaye..

Aaye, thehre aur ravaana ho gaye, Zindagi kya hai safar ki baat hai..… The post Aaye, thehre aur ravaana ho gaye.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Dukaanen shehr main sab nayi theen..

Dukaanen shehr main sab nayi theen, Humen sab kuch purana chahiye tha..… The post Dukaanen shehr main sab nayi theen.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Koi kare to kahan tak kare masihaayi..

Koi kare to kahan tak kare masihaayi, Ke aik zakham bhare dusra duhayi de..… The post Koi kare to kahan tak kare masihaayi.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Nahin nigah main manzil to justuju hi sahi..

Nahin nigah main manzil to justuju hi sahi, Nahin visaal muyassar to arzuu hi sahi..… The post Nahin nigah main manzil to justuju hi sahi.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Nayi duniya ke hangamon main..

Nayi duniya ke hangamon main nasir, Dabi jaati hain awazen purani..… The post Nayi duniya ke hangamon main.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Kya tere shehr ke insan hain pathar ki tarah..

Kya tere shehr ke insan hain pathar ki tarah, Koi naghma, koi payal koi jhankaar nahin..… The post Kya tere shehr ke insan hain pathar ki tarah.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Hai kuch aesi hi baat ke chup hoon..

Hai kuch aesi hi baat ke chup hoon, Warna kya baat kar nahin aati..… The post Hai kuch aesi hi baat ke chup hoon.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Haal-e-dil yaar ko likhoon kyun-kar..

Haal-e-dil yaar ko likhoon kyun-kar, Hath dil se juda nahin hota..… The post Haal-e-dil yaar ko likhoon kyun-kar.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Is nahin ka koi ilaaj nahin..

Is nahin ka koi ilaaj nahin, Roz kehte hain aap aaj nahin..… The post Is nahin ka koi ilaaj nahin.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Mere junoon ka nateeja zaroor nikle ga..

Mere junoon ka nateeja zaroor nikle ga, Issi siyah samandar se nuur nikle ga..… The post Mere junoon ka nateeja zaroor nikle ga.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Hum rone pe aa jayen to dariya hi bahaa dain..

Hum rone pe aa jayen to dariya hi bahaa dain, Shabnam ki tarah se humen rona nahin aata..… The post Hum rone pe aa jayen to dariya hi bahaa dain.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Aese hijr ke mausam kab kab atey hain..

Aese hijr ke mausam kab kab atey hain, Tere elawa yaad humen sab atey hain..… The post Aese hijr ke mausam kab kab atey hain.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Khud hi parvaane jal gaye warna..

Khud hi parvaane jal gaye warna, Shamaa jalti hai raushni ke liye..… The post Khud hi parvaane jal gaye warna.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Aap idhar aye udhar deen aur imaan gaye..

Aap idhar aye udhar deen aur imaan gaye, Eid ka chand nazar aya to ramzan gaye..… The post Aap idhar aye udhar deen aur imaan gaye.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Hayaat leke chalo kainaat leke chalo..

Hayaat leke chalo kainaat leke chalo, Chalo to saare zamaane ko sath leke chalo..… The post Hayaat leke chalo kainaat leke chalo.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Ab jo ik hasrat-e-jawani hai..

Ab jo ik hasrat-e-jawani hai, Umar-e-rafta ki yeh nishani hai..… The post Ab jo ik hasrat-e-jawani hai.. appeared first on Ranjish.com.

View Article


Sarfaroshi ki tamana ab hamare dil main hai..

Sarfaroshi ki tamana ab hamare dil main hai, Dekhnaa hai zor kitnaa baazu-e-qaatil mainn hai..… The post Sarfaroshi ki tamana ab hamare dil main hai.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Dil pagal hai roz nayi nadani karta hai..

Dil pagal hai roz nayi nadani karta hai, Aag main aag milata hai phir paani karta hai..… The post Dil pagal hai roz nayi nadani karta hai.. appeared first on Ranjish.com.

View Article

Bura na maan zia us ki saaf-goi ka..

Bura na maan zia us ki saaf-goi ka, Jo dard-mand bhi hai aur be-adab bhi nahin..… The post Bura na maan zia us ki saaf-goi ka.. appeared first on Ranjish.com.

View Article
Browsing all 353 articles
Browse latest View live